Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.
Showing posts with label Bewafa Urdu SMS Poetry. Show all posts
Showing posts with label Bewafa Urdu SMS Poetry. Show all posts

Bewafa Urdu Shayari SMS

Bewafa Urdu Shayari SMS

Khushak honton sy hua karti hen methi baten mohsin
Jab piyas bujh jaye to lehjay bhi badal jatay hen........


Sun ker sari raat meri dastan-e-ghum
Wo Muskara ker bolay bahot boltay ho tum..


Itnay masroof ho gaye tumm..
Dill dukhanay bhi nahi aatay..


Yeh ilaaj bataya hai tabeeb nay
Kay rafta rafta tum apni yadasht kho betho.


Khush mizaji bhi mash'hoor thi humari, Saadgi bhi kamaal thi.
Hum shararti bhi intiha kay thay, ab sanjedgi bhi by misal hai.


Zang Aalod tala laga ho jesay ,
Dil ab youn udaas rehta hai..


Lakh karo guzarish, Laakh do hawaly
Chor he jatay hen, akhir chornay walay


Itni muhabbat don kay ho jaye tuu mera..
Phir zamanay ko teray liye tarpta dekhun..


Urdu>>>

Bewafa SMS Poetry in URDU

Bewafa SMS Poetry in URDU

Woh nah milay to kia hua?
Yeh ishq hai havas nahi..
Hum unhi kay thay, unhi kay hen..
Woh meray nahi to nah sahi...


Men aur uss ko bhool jaon?
Yeh kesi baten keraty ho..
Soorat to phir soorat hai..
Woh naam bhi piyara lagta hai..


Tuu paas nahi koi baat nahin.
Men to phir bhi jee raha hon..
Faqat teri judai men..
Teri yaadon kay aansu pi raha hon.


Hum bawafa thay is liye nazron say gir gaye.
Shayad tumhen talash kisi bewafa ki thi...


Ab moat say keh do kay hum say narazgi khatam ker lay
Woh badal gaya jis kay liye hum zinda thay....


Zindagi jo shehd say bhi meethi thi..
Zehr lagnay lagi hai teray baad......

Ab to shayad he mujh say mohabbat karay koi
Meri aankhon men tum saaf nazar aaty ho..

Aik shakhs hai zindagi jesa..
Aur woh meri zindagi men nahi...
Urdu>>>

Urdu | Bewfai SMS Poetry Urdu

Urdu | Bewfai SMS Poetry Urdu

Her shakhs nay phainka hai piyaas bujha ker
Dehleez pay totay huay saghar ki tarah hon.


Her kisi kay hath men bik  janay ko tayaar nahin..
Yeh mera dill hai teray shehr ka ikhbar nahin...


Ab to socha hai apni zaat men rahen gay..
Bahot dekh lia logon say shnasai ker kay.


Badal gaya kyun us ka mizaj kuch he mudat men..
Woh to kehta tha badaltay huay log usay achay nahin lagtay..


Kissi aur kay huay hum bhi..
Aaj uska gharoor totay ga.


Tujhay bholnay ko ik pal chahiye
Woh pal jisay log moat kehtay hen.


Tumm kia jano Muhabbat kay meem ka matlab
Ager mil jaye to Moajza Ager nah milay to moat..


Ro gay bahot hum say bichar kay man lo
Yeh chahat kay sajday hen Qaza soch kay kerna..

Urdu>>>

Urdu Bewafa SMS Poetry Urdu

Urdu Bewafa  SMS

Marr jana kisi dost ki dosti per...
Phir bhool kr bhi kisi say piyar mat kerna..


Maazi kay char dino nay cheen li meri hansi.
Ab haal men mera haal, filhal nah hi pocho..


Bahot khamosh logon say bahot uljha nahi kertay
Jis dill ko rog lag jaen woh phir suljha nahi kertay.


Youn bhi to ik din raaz khul hi jaye ga humari muhabbat ka..
Mehfil men humen chor kr jo sb ko salam krty ho....


Koi thukra day chahat ko to hans ker seh lena..
Muhabbat ki tabiat men zabardasti nahin hoti..


Ikk taraf yaar ka israr kay aankhen kholo
Ik taraf moat ki thapki k aankhen kholo..


Jiss din karay ga yaad meri muhabbat ko
Bahot roaye ga khud ko bewafa keh kr..


Mujhay bhi aainay jesa kamaal hasill ha
Men totta hon to beshumar hota hon..

Urdu>>>

Urdu Bewafa SMS Shayari

Urdu Bewafa SMS Shayari

Kiss qadar masoom, Kitni Shookh mgr bewafa,
Hum nay poch kon, to ghabra ker boli.. Zindagi.


Shehr bhar men jis nay humen rusva kia bewafa kay naam say
Khud us ka daman wafa say khali nikla..............


Unhen Bewafa jo bolo to toheen hai Wafa ki..
Woh to wafa nibha rahay hen, kabhi idher, kabhi uder..


Hum to samjhay thay hon gay do char aansu..
Ronay bethay to samander kay samander niklay..


Qadam ruk say gaye hen aaj phool bikty dekh ky..
Woh aksar mujh say kehta tha muhabbat phool jesi hoti h..


Samajh nahi aati, wafa karen to kiss say karen???
Mati sy bnay log, Kaghaz kay tukro py bik jaty hen..


Bahot naaz tha mujhay apnay chahnay walon per
Bahot aziz tha men.. Mgr zarorton tak......


Dill men bas do  makeen reh paye..
Pehlay ulfat thi ab udasi hai..


Woh bewafa nah tha , Youn hi badnam ho gaya..
Hazaron chahnay walay thay kis kis say wafa kerta.

Urdu>>>

Bewafa Poetry in Urdu

Bewafa Poetry in Urdu

Bewafa hum sahi Khud pay bhi kuch ghor to ker
Berukhi teri bhi to Hadd say ziada to nahin????


Muhabbat Rooh men utra hua mosam hai jaana
Ta'luq khatam kernay say Muhabbat km nahi hoti.


Tum nay yaad kia ho ga..
Tum nay naam lia ho ga..
Jabhi to aaj subha say....
Aankhen meri bheeg rahi hen..


Musalsal berukhi say yeh ta'luq toot jaye ga..
Tumhen pehly kaha tha na, nazr andaz mat krna.


Tumm men wafa nahi yeh baat to janty hen hum,
Tumhen koi bewafa kahay to bura lgta ha humen.


Woh apnay faiday ki khatir phir aan mila hum say
Hum naadan samjhy kay Duaon ka asar hai....

 
 Chal dost kisi anjaab basti men chalen...
Iss nager men to sb hum say khafa rehty hen..


Hum nay to sunna tha kay dost wafa kerty hen..
Jab hum nay kia bhrosa to rwayat he badal gayi.


Jab tak nah lagay bewafai ki thoker
Her kisi ko apni muhabbat pr naaz hota hai..

Urdu>>>

Urdu Bewafa Poetry Messages SMS

Urdu Bewafa Poetry Messages SMS

Bahot dair lagi mujhay...
Tumhen baywafa samajhny men..


Tum palat ker meri orr aa to gaye ho..
Mager...
Tum nay wapsi men dair ker dii..


Nahin shikwa koi bhi tujh say teri bewfai ka..
Gila tab ho jab tum nay kisi say bhi nibhai ho.


Woh baywfai ker kay bhi humen buray nahin lagtay
Afsos Hum wafa ker kay bhi unhen achay nahi lagty


Mukamal Raat itna keh gayi hai..
Kahani phir adhori reh gayi hai..


Ussay kehna yeh sham ki udasi hamen achi nahi lagti
Ho sakay to judai zra mukhtasir ker day........


Her tarah say bhulaya magr yeh haal hua..
Her khyal say paida tera khayal hu....


Yeh Ishq hai ziada jaga ghairta nahi..
Thora sa apnay dil ko bra kejiye Jnaaaaaab...


Maana kay pur fraib hai wada tera Mager..
Kertay hen Intizaar baray aitbaar say...

Urdu>>>

Urdu Baywafa Shayari SMS

Urdu Baywafa Shayari SMS

TEri tawajo shayad meray naseeb men likhi he nah thi..
Chor dia tum ko yaad kerna khud ko bewafa samajh ker.


Apnay Apnay bewafaon nay humen yakja kia..
Werna tu mera nahi tha aur men tera nah tha..


Teray wadoon pay bharosa nahin kernay deti.
Teray pehlu pay kisi aur ki khushbu....


Chehray badal badal ker mujh say mill rahay hen log..
Itna bura salook meri sadgi kay sath????


Wafaa ki jang mat larna yeh baikar jati hai,
Zamana jeet jata hai,, Muhabbat haar jati hai..
Humara tazkra chhoro, hum aisay log hen jinko
Muhabbat kuch nahi kehti, judai mar jati hai.


Zindagi bhar tanhai ka safar milla...
Nah koi saathi nah koi humsafar milaa.
dia jalta hua chor aaye thay un kay liye,
Jab wapas lotay to jalta hua apna he ghar mila

Urdu>>>

Bewafa Urdu SMS Poetry

Bewafa Urdu SMS Poetry

Wafadaroon nay to loota bahot, chalo sahib,
Ab kisi baywafa py mertay hain......


Judai teri nay berha di muhabbat merii..
Ab tuu he bata tujh say mil kay kia kerna..


Mujhay nahin aata teri zaat ka pehlu,
Tum itnay mo'atbr, aur phir bhi bewafa.


Woh jo bay panah chahtay thay
Ab hum say panah chahtay hen..


Laga ker aag seenay men tum chaly ho kahan?
Abhi to rakh urnay do tamasha aur bhi ho ga..


Qasam kha ker kehta hoon,
Ishq men ruswai hai...........


BEwafa waqt tha , tum thay, ya muqadar mer,
Baat itni hai keh anjaam judai nikla....


Kisi bewafa ki khatir yeh junoon Faraz kab tak?
Jo tumhen bhula chuka hai, usay tum bhi bhol jao.,


Humari aankh men nah laoti phir kabhi
Us bewafa kay sath gayi humari bewafa neend.

Urdu>>>

Bewafa Urdu SMS Poetry Shayari

Urdu Bewafa SMS Poetry Shayari

Mujhay bhi aainay jesa kamaal hasil hai..
Tot'ta hoon to bay shumar hota hoon..
Urdu Poetry Shayari SMS __________


Beth jata hon khaak per aksar ..
Apni ooqat achi lagti hay...   +


Or Zamanat wafa ke kia ho ge ??
Tum meri sansen girvi rakh lo....


Chalo ab yeh zindagi tumhary naam kertay hen..
Suna hai bewafa ki bewafa say khoob banti hai.
Urdu Poetry Shayari SMS __________


Tuu mila hay to ab gham yeh hay..
Piyar ziada hai , zindagi kam hai..


Iss zid per tera zulm gavara kia hum nay.
Dekhen gay tujhay rehm kb tak nhi aata !


Saahib mujhay insaf chahiye ,,,
Dill Mera to Malik Koi or kyun?
Urdu Poetry Shayari SMS __________


Kissi ko btana nah kay bhula dia tumnay.
Humm to zamany say yhi kehtay hen tum masroof bahot ho..


Kitni lahu-jamal hai honton ki pankhri..
Yaa to gulab nay koi surkhi lgai hay..


Khareed loon ga tujhy aur teri sari mastyan..
Sikay meray mizaaj kay jis rooz chal gaye.
Urdu Poetry Shayari SMS __________

WASEEM Pk, All   Urdu Sms Shayari English Poetry Msgs Urdu Messages Quotes English Urdu Wishes. Greetings.,