Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Bewafa Urdu SMS Poetry

Bewafa Urdu SMS Poetry

Wafadaroon nay to loota bahot, chalo sahib,
Ab kisi baywafa py mertay hain......


Judai teri nay berha di muhabbat merii..
Ab tuu he bata tujh say mil kay kia kerna..


Mujhay nahin aata teri zaat ka pehlu,
Tum itnay mo'atbr, aur phir bhi bewafa.


Woh jo bay panah chahtay thay
Ab hum say panah chahtay hen..


Laga ker aag seenay men tum chaly ho kahan?
Abhi to rakh urnay do tamasha aur bhi ho ga..


Qasam kha ker kehta hoon,
Ishq men ruswai hai...........


BEwafa waqt tha , tum thay, ya muqadar mer,
Baat itni hai keh anjaam judai nikla....


Kisi bewafa ki khatir yeh junoon Faraz kab tak?
Jo tumhen bhula chuka hai, usay tum bhi bhol jao.,


Humari aankh men nah laoti phir kabhi
Us bewafa kay sath gayi humari bewafa neend.

Urdu>>>