Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.
Showing posts with label Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 56. Show all posts
Showing posts with label Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 56. Show all posts

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 56

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 56
  • Mohabbat men ik roz aay ga aisa,
    Men rothon ga tum ko mnana pray ga,

     
  • Qismat saath nahi deti,
    Bilkul teray jesi hai,

  • Baywaja nahi rota koi ishq men ghalib,
    Jisay khud say berh kay chaho woh rulata zaror hai,

  • Mohabbat men nahi hai farq jeenay aur marnay ka,
    Ussi ko dekh kay jeetay hen jis kafir pay dum niklay,

  • Sakoon aur ishq woh bhi dono aik sath?
    Rehnay do ghalib, koi aqal ki baat karo,
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS

  • Woh mujh say bichar ker ab tak roya nahi ghalib,
    koi to hai jo usay ronay nahi deta..

  • Ghalib nah ker hazoor men tuu bar bar arz,
    Zahir hai tera haal sab un pr kahay baghari,

  • Ghalib bura nah maan jo waiz bura kahay,
    Aisa bhi koi hai kay, sab acha kahen jisay?

  • Bus khatam ker yeh baazi ishq ghalib,
    Muqadar kay haaray kabhi jeeta nahi kertay,

  • Un kay dekhnay say jo aa jati hai munh per ronaq,
    Woh samjhtay hen beemar ka haal acha hai,
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS
Urdu>>>