Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.
Showing posts with label December Urdu SMS Poetry. Show all posts
Showing posts with label December Urdu SMS Poetry. Show all posts

December Urdu Poetry SMS MEssages

December Urdu Poetry SMS MEssages

Uss ka mayaar abhi mujh say juda hai lekin..
December aaye ga to Meray jesa ho jay ga..


Kahan reh gaye ho December???
Aao Tarpao, November jany wala hai.


Maheena hai December ka Ajeeb hi rang hen is kay.
Judai kay andeshon say bhari, Thandi siah Raatain.
Milan Kii aas say aarasta, Shabo rooz hen saaray
Juda hona muqadar hai..
Ya Wisl he Naseeba hai.
Yeh koi bhi nahi janay
December aan pohncha hai.
Yeh sab kuch to wohi jany..


Sard Lehja tha pooray saal tera.
Humm december ko kis liye rotay.


December men kaha tha na wapas lot aao gay
Abhi tak tum nahin lotay, December lot aaya hai.


Thandi Hawaen kia chali mery shehr men
Her taraf yadoon ka December bikhar gaya..
Urdu>>>

Urdu SMS Poetry Shayari of December

Urdu SMS Poetry Shayari of December

Mera kia rishta November, December ya January say.
Sab mahenay bhari hen,,, Muhabbat kay faqeeron pr.


Kiyun her baat pay kostay hen log December ko???
Kiya December nay kaha tha Muhabbat karo??????

Yaadoon ke shaal orh ker ken aawara gardian..
Youn bhi hum nay kati hen December ki sardian..


December Jab bhi aata hai Yeh anjaam hota hai,
Kabhi nazla khansi, kabhi nazla, kabhi zukaam hota hai.


Tumharay baghair guzren gay bhla kesay humary din?
November say bachen gay to December maar dalay ga.


Guzer jaata hai saara saal youn to..
Nahin kat'ta mager tanha December..


Halki Halki Sard Hawa, Halka Halka Dard-e-dill
Andaaz acha hai December Teray aanay kaa...

Urdu>>>

Urdu December SMS Poetry

Urdu December SMS Poetry

December tumm kiyun aaye ho?
Bina Sawan ??       Bina Sajan??


Yaad-e-Yaar ka mosam aur sard hawa ka aalam.
Aay dill tayaar ho ja.. December aany wala hai


Yeh barish , Yeh sard hawa, Yeh hijr ka aalam
Gumaan hota hai, iss bar december mar daly ga.


Woh jissay Baarish pasand nah thi....
Aaj bari dair tak December ki baarish men bheegta raha.


Kissi ko dekhun to mathay pay maho-saal milen..
Kahin bikhrti hui dhool men, Sawaal milen...
Aao kuch dair December ki dhoop men bethen..
Yeh fursaten nah shayd humen agaly saal milen..


Koi chaara koi Ism-e-Muhabbat ho day jao..
Wisvisa hai kay December jaan lay lay ga...

Urdu>>>