Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Funny SMS Poetry Urdu Jokes

Urdu Funny SMS Urdu Jokes

Jabb say ainak lagi hai Nazar walii
Zehr lagnay lagi hai ghar wali.....


Hai maizbani ka yeh taqaza kay mehman aayen to muskura do
Wrna Tabiat to chahti hai, Galay milo aur gla dba do.............


Aik Sikh ki shadi men bahot say sikh sahreek thay. Khanay kay doran Maiz per Tissue papers bhi rakhay huay thay. Aik sardar nay samjha kay yeh koi khanay ki cheez hai. Us nay aik tissue khany k liye uthaya. Abhi us nay tissue tora he tha kay bay shumar aawazen aayen, Oy na khavin, Na khavin bilkul phika e...


Husband with wife.
Husband: Meri latri lagi to kia karo ge.. 
Wife: aaday paisay lay ker hamesha ky liye maikay chali jaon ge.
Husband: 100 ke latri lagi hai, Yeh lay 50 rupay aur nikal shabash....


Baap tum nay college kay salon men sab say ziada kam kon sa sekha.,
Beta: New Khan ki gari kay chat per beth ker aik teeli say 3 Cigarette lgana.
Urdu>>>