Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 60

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 60
  • Baityan
    Baityan sab kay muqadar men kahan hoti hen..
    Ghar Khuda ko jo pasand aay wahan hoti hen..

  • Door reh ker bhi jo samaya hai meri rooh men..
    Paas walon per woh shakhs ktna asr rakhta ho ga.

  • Ager mohabbat ki had nahi koi..
    Dard ka bhi hisaab kiyun rakhun?

  • Yeh kaam is qadar bhi asan nahi lekin..
    Bhula do humko ager tumko chain milta hai,

  • Badan kay karb ko woh bhi samajh nah paye ga..
    Men dil say roaon ga, aankhon say mukraon ga..
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS

  • Mansoob us kay qisay auron say bhi thay lekin..
    Woh baat bahot pheli, jo baat chali hum say..

  • Ik pal men barbaad kr detay hen jo dil ki basti ko..
    Dekhnay men woh log aksar masoom hotay hen..

  • Usko sajnay , sanvrnay ki zarorat hi nahi..
    Us pay jachti hai haya bhi kisi zaiwar ki tarah..

  • Pochtay thay nah kitni pyar hai hum say?
    Lo ab gin lo bonden barish ki..

  • Usy bta do kay men ab apni dunya men magan hon..
    Usay yeh bhi bta dena kay meri dunya tum ho..
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS
Urdu>>>

No comments: