Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 50

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 50
Urdu Ishq Poetry, Urdu Ishq Shayari,
  • Ager maloom hota ishq youn majboor ker day ga..
    Bahot pehly he is aafat say toba ker chukay hotay..

  • Kahin tum bhi nah ban jana mazmoon kisi kitab ka.
    Log bray shoq say perhtay hen kahanyan bewfaon ki..

  • Dard usko zra nahi hota..
    Ishq men to esa nahi hota..

  • Nah tang ker jeenay day aay ishq..
    Teri qasam men teray aagy haar gya hon.,

  • Men to jeeta hon khud men..
    Tum kyun mujh pay marti ho?

  • Koi to aisi baaaat karo....
    Jis say lgay tum meray ho...
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 50

  • Yeh meri aqeedat-e-baysabar, Yeh meri ibadat bay-samar..
    Mujhay meray dawa-e-ishq nay nah sanam dia nah Khuda dia..

  • Ik muddat kay baad hum nay jana ay Khuda..
    Ik teri zaat say ishq sacha baaqi sab fasany hen..

  • Faqt tery ishq ki ghulami men hai aaj..
    Warna yeh dill ik zamany tak nawab raha hai,

  • Youn he mosam ki ada dekh kay yaad aya hai,
    Kis qadar jald badal jatay hen log.....

  • Ustaad-e-ishq such kaha tuu nay... bahot nalaiq hon men.
    Mudat say aik shakhs ko apna bnana nahi aaya...
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS
Urdu>>>

No comments: