Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 49

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 49
  •  Woh baat baat per deta hai parindon ki misaal.
    Saaf saaf kiyun nahi kehta mera shehr chor do.,

  • Mangi thi hum ny tums ay mohabbat ki zindagi.
    Tum nay to zindagi ko mohabbat bna dia,

  • Hum to pholon ki tarah aksr tanha hi rehtay hen,
    Kabhi khud tot jatay hen to kabhi koi tor jata hai,

  • Chura ker haath narmi say yehi kehti hai mujhko,
    Abhi tak ghair-mehram hon tumhari kuch nahi lagti,

  • Aaj bari dair tak woh mjhay dekhta raha mohsin..
    Najanay kyun lga kay woh mjhay chor jaye ga..
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS

  • Aag lag jaaye un majboriyon ko..
    Jin ki waja say hum tanha huay,

  • Kahan talash karo gay mujh jesa shakhs?
    Jo tum say juda bhi rahay aur tum say mohabbat bhi kray,

  • Jin per hota hai bahot bharosa dil ko..
    Waqt prnay prnay per wohi zehr pila detay hen,

  • Kon c cheez dill kay bus men nahi,
    Dill magr apni das-taras men nahi,
    Dekh li jantri zamany ki,
    Wasl ka din kisi bars men nahi..

  • Tanhai ka ik alag hi maza hai,
    Is men dar nahi hota kisi kay chor jany ka,
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS
Urdu>>>

No comments: