Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Poetry

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 76

  •  Tujh say berh ker koi azaab nahi,
    Aay Mohabbat tera jawab nahi,

  • Nah wafa ka zikr ho ga nah wafa ki baat ho ge,
    Ab mohabbat Jis say bhi ho ge matlab kay sath ho ge,

  • Hum intizar karen gay tera qayamat tak,,
    Khuda kray qayamat ho aur tuu aaye,

  • Teray muqadar ko bhi gila raha mujh say,
    Kay kisi aur ka hota to sanwar gaya hota,

  • Tum to apnay ho tumhen dil say nikalen kesay,
    Hum to dushman ko bhi bay ghar honay nahi detay,
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS

  • Her shakhs nahi hota her shakhs kay qabil,
    Her shakhs ko apnay liye socha nahi kertay,

  • Kisi kay saath pyar say mazaq zaror kerna ay dost,
    Per kisi kay sath mazaq say bhi pyar nah kerna,

  • Badal jati hai zindagi ki pehchan us waqt,
    Jab koi tumhara tumharay samnay tumhara nahi rehta

  • Yeh Fakhar to hasil hai, buray hen kay bhlay hen..
    Do chaar qadam hum bhi teray sath chlay hen..

  • Men sun kay us ki sab baaten..
    Faqt itna hi kehta hon..
    Kahan aap.. Kahan wafa...
    Bus kejiye .. rehnay dejiye..
Urdu>>>

No comments: