Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS 77

Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS 77

  1. Ab to bus jaan hi denay ki bari hai mohsin,
    Men kahan tak sabit karon kay wafa hay mujh men,


     
  2. Mohabbat bandgi hai is men tan ka karb mat mango,
    K jis ko chhoo lia jaye us ko poja nahi kerty,

  3. Hum ??? aur iltijaye karam??? woh bhi aap say????
    Na na na !!! yeh bheek dejiye ga usay jis ka koi Khuda nah ho,


  4. Mujhay samjhaya nah kro k ab to ho chuki mujh ko,
    Mohabbat mashwra hoti to tum say poch k krtay,

  5. Yeh aur baat hai k izhar ho nah saka hum say,
    Nahi hai tum say mohabbat yeh kon kehta hai,
    Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS

  6. Mohabat kay samander ki intiha nahi koi,
    Yeh woh dard hai jis ki dawa nahi koi,

  7. Kyun tujh ko mnanay ko teray paon paruN?
    Mujhy mohabbat hai tum say koi matlab to nahi,

  8. Men pee ker nahin behkta, usay dekh ker behkta,
    Aay aalam-e-waqt bta sharab he haram hai na,

  9. Mohabbat ker kay dekhi hai
    Mohabbat saaf dhoka hai,
    Yeh sab kehnay ki baaten hen,
    Phir kon kisi ka hota hai,


  10. Bray sakoon kay sath rukhsat to ker dia usko,
    Phir us kay jany kay baad mohabbat nay intiha ker di,
    Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS
Urdu>>>

No comments: