Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS 96

Urdu Hindi SMS Poetry Shayari messages msgs

  1. Humaray baad mehfil men afsany bayan hon gay..
    Baharen hum ko dhonden ge nah janay hum kahan hon gay..
  2. Uss ki aankh men muhabbat ka sitar ho ga..
    Aik din aaye ga aur woh shakhs humara ho ga
    Ishq kerna hai to din raat usko sochna ho ga
    Ager kuch aur zehan men aaya to khasara ho ga..
  3. Tu nay piyar kay qabil nahin jana mujhko
    Dewana hon yeh manta hai zamana mujh ko
    Ager ijazat deti meray ander ki bharak
    To yehi aag teray ghar ko laga deta...
  4. Uss nay mujh say woh taluq tora  Jo usay meri zaat say tha..
    Na janay usay ranj meri kis baat say tha.
    La taluq raha woh bhi auron ki tarah
    Jo waqif meray saray halat say tha

     
  5. Kabhi uff kabhi haye kabhi faryad krty hen...
    Khudaya wo nahi miltay jinhen hum yaad kertay hen..
    Urdu Hindi SMS Poetry Shayari messages msgs
  6. Raat dhal gayi mna mna kay
    Hont thak gye bula bula kay
    Itna sangdil kanjoos kyun hai..
    Pyar bhi deta rula rula kay..
  7. Mat poch kya guzrti hai juda yaar hotay hen.
    Yeh aansu teer ban ker jiger say paar hotay hen..
  8. Dunya hazar sitam keray us ka ghum nahi..
    Mara jo tu nay phool woh pathar say kam nahi..
  9. Dil jal ker khak hua..
    Aankhon say bhi roya nah gaya..
    Zakham aisay lagay ..
    phlon pay bhi soya nah gaya..
  10. Kabhi arsh per kabhi farsh per..
    Kabhi us kay dar kabhi dar ba-dar
    Ghum-e-aashqi tera shukriya.
    Hum kahan kahan say guzer gaye..
    Urdu Hindi SMS Poetry Shayari messages msgs
Urdu>>>

No comments: