Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Mother day Urdu Wishes

Mother day Urdu SMS Poetry

Maan teray baad bata?
Kon labon say apnay?
Waqt-e-rukhsat meray
Mathay pay dua likhy ga?


Labon pay uskay kabhi
Bad-dua nahin hoti.....
Bas ikk maan hai jo....
Kabhi khafa nahin hoti,


Yeh kamyabiyan , Izzat
Yeh naam tum say hai
Khuda nay jo bhi dia hai
Maqaam tum say hai.,
Tumhary dm sy hn meray
Laho men khilty gulaab
Meray wajood ka sara...
Nazaam tum say hai..
Kahaan bsaat jahan..
Aur Men kamsin-o-nadaan
Yeh meri jeet ka sab ,,,,
ehtimam tum say hai..
Jahaan Jahaan hai meri dushmni
Sabab main hoon.........
Jahaan jahaan hai mera..
ehtiram tum say hai....

Urdu>>>