Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS 79

Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS 79

  1.  Ik men hi nahin jurm-e-mohabbat ka khatawar.,
    Halka sa tabasum bhi to shamil tha udher say,

  2. Yeh soch ker usko menay roka hi nahin,
    Door jata he kyun ager woh humara hota..

  3. Hota hai raz-e-ishq-o-mohabbat inhi say faash..
    Aankhen zuban to nahin magr bay-zuban bhi nahi,,

  4. Rakha hai hum nay bray ehtiram say...
    Tu nay dia hai ghum jo mohabbat kay naam say..

  5. Ghum-e-zindagi, ghum-e-bandgi, Ghum-e-do jahan ghum-e-javidan
    Meri her nazer teri muntazir, teri her nazer mera imtihan..
    Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS

  6. Us ka mayar abhi buland hai mujh say..
    Woh bhi bikhray ga to ho jaye ga meray jesa..

  7. Woh sath thay humary ya hum pas thay un kay.,
    Woh zindagi kay kuch din, ya zindagi thi kuch din?

  8. Bharosa, dua, wafa, Khawab, mun, mohabbat..
    Kitnay namon men simaity ho sirf aik tum.

  9. Teray chehray say yaad aata hai..
    Zindagi tujhay hum milay thay kabhi..

  10. Bus itna yad hai k mujhay ishq hua tha..
    Phir kiya hua uss ki mujhay khaber nahi..
    Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS
Urdu>>>

No comments: