Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 69

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 69
  •  Yeh aur baat hai kay taruf nah ho saka..
    Hum zindagi kay sath bahot door tak gay..
  • Husan nah mang naseeb mang ay dost..
    Husan walay akser naseeb walon kay ghulam hua kertay hen..
  • Hum haseen honay ka dawa to nahi kertay..
    Jisay aankh bhr ker dekh len usay uljhan men dal detay hen.
  • Ab yeh socha hai k apni zaat men rahen gay,,
    Bahot soch lia logon say shanasai ker kay,,
  • Hichkiyan bhi kambakht nahi aaten..
    Dil to behl jata kisi nay yad kia hia,,
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS
  • Tum say gila kia nah zmanay say kuch kaha..
    Barbaad ho gaye bari sadgi say hum...
  • Bahot nazdeek ho ker bhi woh itna door hai mujh say,,
    Ishara ho nahi sakta, pukara ja nahi sakta...
  • Hai ikhtiyar men teray to mojza ker day,
    Woh shakhs mera nahi usay mera ker day,
  • Woh milay to mujhy pochna hai,
    AB bhi hon teri amaan men kia?
    Yeh mujhay chain kyun nahi perta..
    Ik he shakhs tha jahan men kia?
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS
Urdu>>>

No comments: