Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 42

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 42
  • Woh mujh say door reh ker khush hai to rehnay do usay,
    Mujhay chahat say ziada, uski khushi pasand hai..

  • Teray kehnay pay lgai hai yeh mehndi menay,
    Eid per ab tuu nah aaya to qayamat ho ge,

  • Dunya nay mujhko youn hi ghazal-gar samajh lia,
    Men to kisi kay husan ko kam ker kay likhta hon,

  • Firdos ki horen bhi kya kmal hon ge..
    Per yeh dil kafir dunya ki horon say bhra kab hai,

  • Bheer itni to nahi thi shehr kay bazaron men,
    Khonay walay tuu nay kuch dair to dhonda hota,
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS

  • Chahat bhray woh lafz aur her lafz men dua,
    Maqrooz ker dia humen teray khalos nay,

  • Bay-zaban badlon ko day raha apni zaban koi,
    Lagta hai aasman ko suna rha apni dastan koi,

  • Kabhi dekh dhoop men khray tanha shajar ko
    Aisay jaltay hen wafaon ko nibhany waly..

  • Aik hi shakhs pay luta detay hen jo zindagi apni,
    Aisay log ab kitabon men mila kertay hen

  • Jab lga tha teer tab itna dard nah hua mahi,
    Zakham ka ehsas tab hua jab kman dekhi apnon kay hath men,
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS
Urdu>>>

No comments: