Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI SMS 99

Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI page 99
  1. Dekhi jo teri bay rukhi to aansu nikal pray,
    Dunya to baywafa thi lekin tujhay kia hua?

  2. Ik woh kay jinhen yaad nahi qisa-e-maazi
    Ik hum kay abhi pehli mulaqat nahi boolay,
  3. Meray dil say aakhir tera rishta kia hai?
    Dil jab bhi dharkta hai mujhay tum yad atay ho.
  4. Marr jaon to dukh nah kerna aik qisa samajh ker bhula dena,
    Dekh ker meri miyat ager aansu aaye to Khushi kay samajh ker gira dena,
    Dekh ker mjhy kafan men ghum nah kerna
    yeh libas muhabat ki aakhri nishani hai,
    Dalen jo meray oper mati to usay phool samjh lena
    Apni judai ka ghum nah kerna qismat ka khail samajh lena,
  5. Khuda ki itni barri kainat men,,
    Afsos,
    Men nay aik shakhs manga,
    Mujhay woh bhi nah mila,
    Urdu Hindi SMS POETRY SHAYARI
  6. Saari umer apna bnatay rahay mager woh humara nah hua,
    Pta nahin woh on si muhabbat thi jo hum usay day nay sakay,
  7. Kiyun usay bar bar apna bnanay ki ghalti kartay ho,
    Jiss nay teri wafa ko nah samjha woh tujhay kia samjhay ga,
  8. Dear Always remember God and Death,,,,,
  9. Men tujhay teri Muhabbat ka sila to nahin day sakta
    Mager yeh aansu hamesha teray khush rehnay ki faryad kren gy,
  10. Zindagi men kabhi dosti nah chorna,...
    _________________________
    Milta kuch bhi nahi muhabbat men sab kuch luta ker,
    Sr jhuka ker guzr jao ager koi pyar say dekhay,...
Urdu>>>

No comments: