Gain weight in a week?

Gain weight in a week?
Apna Wazan Sirf 7 dino men barhaen.

Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS 94

Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS 94

  1. Sada ghamgeen rehta hon kay tujh say door rehta hon..
    yahan per dil nahi lagta mager majbor rehta hon..

     
  2. Din ko chain nahin milta jaan baharon men
    Raat ko teray Khawab sonay nahin detay..

  3. Zindagi tum saath denay kay liye nah khao qasam
    Hum nay to dekha hai sanson ko juda hotay..

  4. Peeta tha tu nay chura di apni qasam day ker
    Mehfil men gaya to yaron nay pila di teri qasam day ker..

  5. Uth Uth ker kisi ka intizar ker kay dekhna.
    Kabhi kisi say pyar ker kay dekhna
    Kesay tot'tay hen muhabbat kay rishtay..
    Ghaltyan do chaaar ker kay dekhna..
    Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS  messages msgs
  6. Zindagi ka falsfa samjhna hai to
    Barish men kuch deewar khari ker kay dekhna..
    Nafrat ho jaye gi tum ko bhi dunya say
    Mohabbat kisi say bayshumar ker kay dekhna..

  7. Yeh log ajeeb hotay hen dost ban ker raqeeb hotay hen..
    Meri qismat pay nah jaiye.. bus apny apny naseeb hotay hen..

  8. Sang dilon ki dunya hai sunta nahin faryad koi
    Sab hansnay walay hotay jab hota hai barbad koi..

  9. Rastay bhi usi kay thay manzlen bhi usi ki then..
    Sath chalnay ki soch bhi usi ki thi..
    Phir achanak rasta badlnay ka fesla bhi usi ka tha..
    Men akela tha qafila bhi usi ka tha..
    Ab men akela hon to log pochtay hen
    Jahan usi ka tha .. Kya khuda bhi usi ka tha???

  10. Aaghaz jawani hai men zara jhom kay chlata hon..
    Zamany walay yehi samjhty hen men kuch pee k chalta hon..
    Urdu Hindi SMS Poetry Shayari SMS 
Urdu>>>

No comments: